Singer - Raj mawer, Ashu Twinkle
Dop - Munish Sharma lyrics Chhori Nachi Re (Official lyrics ) | Sapna Chaudhary , Punit Choudhary | New Haryanvi DJ lyrics 2024
Singer - Raj mawer, Ashu Twinkle Starring - Sapna choudhary , Punit Choudhary & Akash Gurjar Lyrics - Farista Music - Gulshan Music Director - Farista Dop - Munish Sharma
Lyrics
Aa chorri ,chal nach le mere sang
Kyun itna itraaye
Chal pech ladaaye naino ke Beaton pe feet milaaye
Aa chorri ,chal nach le mere sang
Kyun itna itraaye
Chal pech ladaaye naino ke Beaton pe feet milaaye
O goriye, udti pheere jaise titliyaan
Sone sa rang, teri har adda jaise bijliyaan
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Chal haath pakadke twist Karein
Milke dhoom machaaye
Aa latke jhatke maare Zara
Insta pe reel banaye
O Soniye, tera thumka ,teri chudiyaan
Nache Mor si, rangeen si teri mastiyaan.
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Shokiyaan teri satrangi si
Khushboo teri jaise nasha
Madhosh dil hua jaaye re
Kaise na ho tujhpe fida
Chal chori aaj nach le mere sang
Kyun itna sharmaaye
Aashiq tere saat janam ke tujh par jaan lutaaye
O baliye, udti phire jaise titliyaan
Sone sa rang ,teri har ada jaise bijliyaan
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Aa chorri ,chal nach le mere sang
Kyun itna itraaye
Chal pech ladaaye naino ke Beaton pe feet milaaye
Aa chorri ,chal nach le mere sang
Kyun itna itraaye
Chal pech ladaaye naino ke Beaton pe feet milaaye
O goriye, udti pheere jaise titliyaan
Sone sa rang, teri har adda jaise bijliyaan
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Chal haath pakadke twist Karein
Milke dhoom machaaye
Aa latke jhatke maare Zara
Insta pe reel banaye
O Soniye, tera thumka ,teri chudiyaan
Nache Mor si, rangeen si teri mastiyaan.
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
Shokiyaan teri satrangi si
Khushboo teri jaise nasha
Madhosh dil hua jaaye re
Kaise na ho tujhpe fida
Chal chori aaj nach le mere sang
Kyun itna sharmaaye
Aashiq tere saat janam ke tujh par jaan lutaaye
O baliye, udti phire jaise titliyaan
Sone sa rang ,teri har ada jaise bijliyaan
Ooo, teri ankhon ka suroor
Ooo. Jaise chaandni ka noor
No comments:
Post a Comment